{ads}

Kundali Bhagya today May 25 full episode online HD Zee TV


 Serial Kundali Bhagya main aap log dekhne ja rahe hain Karan Luthra Natasha se sagai karta hua najar aaega Lekin Karan Luthra Natasha ko kah chuka hai main preeta Se Pyar karta Hun aur preeta ko jalas feel karane ke liye main tumse agement kar raha hun ji han doston Karan Luthra ko pata nahin hota Karan Luthra Natasha ke plan mein fasta ja raha hai kyunki doston Natasha chahti thi ki Karan Luthra Se Meri Shaadi ho jaaye FIR main Luthra House ki prapti ki Malik ban jaaungi Lekin dusri taraf se Preetha ko Sameer Bata chuka hai apne bhai Karan ki sacchai aur preeta ko bol chuka hai Karan.

 Bhai aapse jhooth bol rahe hain Karan Bhai preeta bhabhi aapse pyar karte hain preeta bhi bahut badi galatfahmi mein hai kyunki Karan sach mein Natasha se engagement karta hua najar aaega aap logon Ko jisse preeta Ka Dil tutata hua najar aaega aur Sameer ki baat jhuthi sabit Hogi tab Srishti Sameer se jhagada karti hui najar aaegi aap logon Ko Jo Kisi Srishti ko lagta tha Sameer mujhe Sach bol raha hai lekin Sameer ka Sach bhi Ab Koi bhi manne Ko taiyar Nahin hoga kyunki Karan ki sagai ho chuki Hogi Natasha se aur rakhi Luthra bhi bahut dukhi ho gai kyunki Karan.

 Luthra ne apni mom rakhi Luthra ko bola tha main preeta Ka Dil Nahin todunga Lekin Natasha ki vajah se Karan ki mom bhi bahut dukhi ho gai tab Karan Luthra apni family ko bataega maine Natasha se jhuthi sagai ki Hai Lekin Karan ki baat koi bhi manne Ko taiyar Nahin hoga Kareena Luthra be Karan ko bolegi Tumne Jo kuchh bhi Kiya hai bahut achcha Kiya Hai kyunki preeta ISI ke kabil hai aur main janti Thi mera beta Karan kabhi.

 jhooth Nahin bolata agar Tumne Natasha se engagement karya hi li Hai To Kya Ho Gaya bahut jald main tum donon ki shaadi bhi karaungi Han doston Karan Kareena Luthra ki baten sunkar Kafi pareshan hoga tab Karan ko apni galti ka ehsas hoga aur preeta ke pass jaega lekin ab preetha bhi Karan ki baat ka etbar Nahin karegi aur Karan ko bolegi Tum aakhir karna kya chahte ho mujhse kahate Ho Tum ki main tumse pyar karta hun lekin yah sab kya hai main kya dekh rahi hun yah sab Preetha Karan se kahane Wali Hai

No comments:

Post a Comment